
10-03-2007, 12:25 PM
|
 | Member | | | Join Date: Mar 2004 Age: 30
Posts: 5
Tutorials:
0 Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 0 | |
Re: adhuri haqeeqat | | Quote:
Originally Posted by saahir aap ki is baat main aik boht ahm baat nikal aae hay,,kay tahreer ka asar kahan gaya?,, aaya kay waqae is doar main tahreer asar rakhti hay? aisay hi chand sawalat ahl e ilm o danish kay haan mazkoor hay,,,ham din bhar main boht kuch parhtay hain,,jo sab ki sab achi achi batain hi hoti hain,,laikin un ka asar boht hi waqti hota hay,,,aap daikhain kitabon pr kitabain likhi chap rahi hain,,din raat tulba apnay schools main parh rahay hain,,,laikin wo jo parhaya jata hay muashray main anzar nahi aata,,, main khud na janay kiya kuch likhta rahata hon,,log boht tareef bhi krtay hain,calls krtay hain ,,tareef main zameen asman aik krdaytay hain,,per us baat ka asar nahi laytay,,, ye itna lamba reply is liye likha kay aaj main bhool chuka tha kay kal main nay aap ki tahreer main kiya parha tha,,aapka reply perh kay dobara tahreer parhi to yaad aaya kay haan har haal main muskaran bhi aik boht bari dolat hay,,,ye to hamara haal hy khush rahain,,likhti rahain or or or | aap ka reply parh k bohat khushi hui,kyun k itna sach kaheen kaheen hi miltaa hai aap ki saaf goyee mashaAllah bohat achi lagi.agar bandaa sach kehta ho to tamaam buraayiyun say bach saktaa hai.... koshish karna humara kaam hai aur behtreen result denaa Allah Talaa ka is liye sir aap bhi koshish kartay rahen aur hum bhi khush rahen 1.gif)
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |