Quote:
Originally Posted by kanwal Hussain hasrat se hath maltay hoaye bass..chupkay chupkay...Rehmat ko matwajah karnay ki sa'ee kar raha ho..wo jo dilon main khyal ko parh leta hai,... JazakAllah...bohat bohat he pur asar tehreer hai...hai jo os dar ki jo zamin-o-aasman par moheet hai...to tareef kia aur...kehna kia...bass...aankh band kar k hm bhi osi Da'r...ka nazarah kiye ja rahay hain..jis tak janay k liye aik qadam bhi chalna nahin parta...jo aik sachi pukaar par poray ka pora khul jata hai aik adna aur meelay se mehman k liye bhi...bohat bohat khush raho kanwal itna acha likhnay par..Allah tumhain jazay-e-kher de..[Aamin] |
bohat shukriya kanwal itni hosla afzayi ka..bohat khush raho hameysha @};-