Re: ...Da'r E Kaaba... | | boht hi khobsort,dheemi dheemi,thandhi thandi,methi meethi tahreer,aap baat kahna janti hain,lafzon main baratnay ka hunar ba tamam o kamal mojood hay,, boht achi nasar likhti hain,,lafzon kay bartao ka jo saleeqa aap kay haan hay wo pata dayta hay kay likhari is dasht e qalam ka nowarid nahi hay,,, dar e kaba ko lay kr aap nay boht khobsorti say apni baat hamary dilo tak pohnchae hay,,mujhay ye tahreer boht hi pasand aae,,, jazak Allah |