Quote:
Originally Posted by dua_e_sehar arey aap ne yeh gazab kar bhi lya................. ................boht a himmat hi aap ki ramadan main bhi aap ne itna time dya my pleausre..........ji haan yeh usi ki mehraban zat hai jo humain nawaze ja rahi hai aur hum gaflat ka shikar hote ja rahe hain.........khuda tala hum sub ko sanbalne ki tufeeq de.................. ...aap ko pasand ayi mujhe bohat aacha laga kyun itni lambi meri pehli tehreer ti |
bas ji kar hi dala yeh kaam bhi ...3 din lag gaye yeh ghazab karney main

ab dekhtey hain baki loag kia ghazab dhatey hain
