Quote:
Originally Posted by dua_e_sehar uffff .lug raha hai jaise koi pahar sir kay ho ...............jaisa bhi hai ab bardasht ki jeye................ aap ki bardasht ka bhi tu imtehaan lena ta na |
dua aapki tehreer parhney main kafi time laga ...magar parh hi li...aur parh kar main yehi sochti hoon k Allah ko apney bandon ko apney sey qareeb karna khoob aata hey, agar aazmaishon ka wajood na ho to insan Rab ko bhool hi jaye....aur Rab ko bhoolna goya ajnabi khala'oun main moaliq honey jesa hey...kitna mehrabn hey wo choti choti aazmaishon k zariye bari bari takaleef sey bacha leyta hey....
bohat achi lagi aapki tehreer jazak Allah. @};-