
08-23-2007, 03:46 PM
|
 | Muslim | | | Join Date: Mar 2006 Location: Rawalpindi Cantt Age: 22
Posts: 2,363
Country: Tutorials:
0 Thanks: 296
Thanked 165 Times in 131 Posts
Nominated 1 Time in 1 Post TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 245 | |
Re: Quaid Azam kay Paseeraaan | | Quote:
Originally Posted by Pehli``Barish qaid-e-azam hamray mohsin hain, her pakistani k dil main bastay hain, balkay main to ye kahon gi k her pakistani ki jaib main her wqt mojood rahtay hain, ham un ki mohabbt ka dam bharna nahi bhooltay, daftron main bari bari tasweerain sajaee jati hain,laikin sach baat hay k ham sab dikhaway ki mohabbt krtay hain, main samjhti hon k qaid-e-aazam k khandan ki kafalat karna sirf hukoomat ki zummay daari nahi balkay ye har pakistani ka bhi farz hai kitnay pakistani hain jinhain apni doalat ka khud bhi andaza nahi, laikin sach ye hai k koi bhi mukhils nahi hai aapki tahreer boht dard mandana hai, aap nay boht acha likha hai, aap ki har tahreer watan ki mohabt say labraiz hoti hai, boht acha likhtay hain, likhtay rahain or yoonhi jhinjhortay rahain  | Shukriya Ap ka be-had shukriyaaaaa |