Re: Quaid Azam kay Paseeraaan | | boht hi acha column likha hay khurram sahb aap nay,,,or jo jazbaat aapki tahreer say ayaan hotay hain main un ki qadar krta hon,,,,ye tahreer nahi balkay poori paki qoam kay moon par thappar hay,,,likhtay rahain aisa hi or bhi boht kuch,,,, |