
08-10-2007, 01:56 PM
|
 | ~GONE with the wind~ | | | Join Date: Sep 2006 Location: ~Lost~
Posts: 10,685
Country: Tutorials:
0 Thanks: 0
Thanked 11 Times in 11 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 2671 | |
Re: Quaid Azam kay Paseeraaan | | qaid-e-azam hamray mohsin hain, her pakistani k dil main bastay hain, balkay main to ye kahon gi k her pakistani ki jaib main her wqt mojood rahtay hain, ham un ki mohabbt ka dam bharna nahi bhooltay, daftron main bari bari tasweerain sajaee jati hain,laikin sach baat hay k ham sab dikhaway ki mohabbt krtay hain, main samjhti hon k qaid-e-aazam k khandan ki kafalat karna sirf hukoomat ki zummay daari nahi balkay ye har pakistani ka bhi farz hai kitnay pakistani hain jinhain apni doalat ka khud bhi andaza nahi, laikin sach ye hai k koi bhi mukhils nahi hai aapki tahreer boht dard mandana hai, aap nay boht acha likha hai, aap ki har tahreer watan ki mohabt say labraiz hoti hai, boht acha likhtay hain, likhtay rahain or yoonhi jhinjhortay rahain  |