Re: Our Education | | hamarey nizam e taleem main tabdeeli ki zarorat toh janey kab sey mehsoos ki ja rahi hey,har baa shaour shaksh iska rona ro raha hey, magar aaj tak schools main bachon ko rivayati tareeqon sey parhaya ja raha hey jis ka asar serf kaghazon par hi reh jata hey bachon ki zaat aur shaour par iska koi asar parta nazar nahi aata....aur zaahir hey jab bunyad aisi khokhli hogi to imarat kesi hogi..
__________________ Kuch Aansoo Kuch KhushiyaaN Dey Kar Taal Gaya
Jeevan Ka Ik Aur Sunehra Saal Gaya ...!!
Meri Zaat Zarra E Bey NishaaN
Mera Ishq Naghma E Bey Nawa |