Quote:
Originally Posted by Pehli``Barish aapki tehreer parh kar main bay ikhtiyar bahat saray sawal sochnay per majboor hogae hon. irfan bhai aap nay theek likha hai k waqae ham azaad to horahay hain or azaadi chahtay bhi hain laikin ye wo aazadi hai jo islam hamain nahi dayta, jo baat aap ki tehreer main chupi hoi hai wo aik bhiyanak haqeeqat hai k ham islaam say azadi chahtay hain, ye jo kuch azaadi k naam per ham hasil kar rahay hain ye dar asal westrn culture ki ghulami hai. main aap ka shukria ada krongi k aap nay contest k liye likha or boht hi dil hila daynya wali tahreer likhi sada khush rahain yonhe likhty rahain  |
Baat Sirf Islam Tak mehdodd nahe hai Aghar app kise bhe muhzab Mazhab ko dekhain to wahaan bhee ayse Azadi ka tasuwar nahe hai jo kai Ajj kal Dunya main riwaj paa rahe hai ...... or yah aik Haqiqat hai kai yah dunya Apnai Anjaam ki tarf ja rahe hai jis ka shahid hum ko Andaza nahe