asalamoalaikum is writer´s club main 1st time kuch share kar rahi hoon umeed karti hoon k aap aapni ara se nawazo ge thanks
insani zindggi aur qismat kya hain? yeh bilkul usi taran hai
jaise asman per koi sitaara dekhte hain who kabhi roshan
hota hai kabhi madham aur aapna safer yunhi te kar leta
hai aur isi up n down ki kasmakash main aapna aap kho deta
hai.
zindagi aur qismat bhi isi taran hai pehle bachpan---------- phir jawani-------- aur burhapa--------us k bad moat--------humari qismat sitara bhi isi taran kabhi
urooj ko puhanchta hai aur kabhi us per zawal a jata hai.
aur jub insaan aapna safer ki takmeel ko puhanchta hai aur munno miti tale ja sota hai tu us ki qismat ka sitara bhi zawal ka shikar ho jata hai.