Re: Azadi manane ka Haq | | boht khoob uzair,,,boht acha likha,,,or sach hay kay mery bhi dil ki baat kahi hay,,,,mujhay boht pasand aae ye tahreer,, khair say multan kay kiya ahwaal hain,,?mumtaz athar 6 august ko karachi aarahay hain,,un say mulaqaat rahy gi to multan kay ahwaal milain gay,,,multan mujhay boht pasand haymmsada khush raho |