Aik tenha lerki jis ko muhabat aur dosti ki zaroorat hai.
Wo aisay gher ko dekh rahi hai jahan es ki ya khawahish poori ho sakti hai.
Wo os gher ki taraf kadam berhana chahti hai lakin derti hai k kahin osay dhutkar na dia jay.
Wo os waqat tak intazar ker sakti hai jab tak os gher k makeen osay apna na lain kahin ya intazar os ki jaan na le lay.............