Re: ''Ab Lowt Aao '' | | aap ki kahani bahut shoq se parhi .Saher ji ke mutabiq waqai aap ki takhliqat main pukhtagi hai.aur jaisa ke kanwal ne kaha hai yeh aik marboot kahani hai.Bilal ka kirdar dilchasp hai aur yeh aik hafte ki dosti bhi khoob hai.mujhe yeh kahani bahut pasand aai.behad.agli kahani ka intezar rahe ga
__________________  . |