Re: Imtiyaaz | | Rishwat Ka Bazaar Chotay Owr Baray Paimanay Par Poori Duniya Mai'n Hi Mowjood Hay... Laikin Jo Haal Hamaray Yaha'n Daikhnay Mai'n Aaya Hay Is Ki Misaal Milna Mushkil Hay...Rishwat Dainay Owr Lainay Walo'n Ka Thikana Isi Liye Jehenum Mai'n Makhsoos Hay...Rishwat Jaisay Qabih Afaal Nay Hamari Bunyaado'n Ko Hila Kar Rakh Diya Hay...Jis Par Ham Kaf-e-Afsos Hi Mal Saktay Hai'n...Aawai'n Ka Aawaa'n Hi Buri Tarha Bigar Chuka Hay...
Aap Ki Yeh Tehreer Bhi Apnay Sayaaq.O.Sabaaq Samait Bouhat Pasand Aai... |