
06-27-2007, 03:08 PM
|
 | Senior Members | | | Join Date: Nov 2006
Posts: 1,007
Country: Tutorials:
0 Thanks: 0
Thanked 2 Times in 2 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 427 | |
Re: حفاظت | | aadil saahb aapkay novel ka tabsara bhi udhar hay,,main nay parh to mukammal liya tha laikin reply nahi likh saka,,,,mojooda halaat ko tasweer krnay ki kamyaab saee thi,,boht acha novel tha,,, ye afsana bhi boht khoob raha,,achi kahani buni or khoob naseehat laaiy hamaray liye,,kaash kay ham zakaat ki ahmiyet say waqif hojatay,,namaz pr boht zoar rahta hay laikin zakaat ka naam bhi sunnay ko tayyar nahi hain,,ramzaan main bankon main line lagjati hay zakaat se paisa bachwanay walon ki,,,,, boht achay yaar,,boht pasand aai tahreer.likhtay raha karo ji,ham aapki kawish boht shoaq say parhtay hain |