Re: Raye shumari baraye muqabila maah-e-june 2007 | | Asalam o Alaikum,
itna lamba parhnay kay baad mein tafseeli tabsara karnay say qasir hoon. mairee naqas ul aqal kay mutabiq har tehreer jin numbroon ki mustehaq hai woh darj e zeyl hein.
Tunhai: 9/10
Internet Ki Duniya: 7/10
Aab Lout Aoo: 8/10
Wa.Salam |