Re: qatl-e-aam qist 1 | | waah ji waah...boht khoob likha jaraha hay,,sach baat hay k mujhay to ye parh kr ishtiaq ahmad k jasoosi novel yaad aagaiy,,boht khoob likh rahay ho..likhtay raho... tanqeed ki ya islaah ki gunjaaish hay,,jo aakhir main koshish hogi k kr sakon,,aap main likhnay ki boht salhiyet hay...khush rahain ji |