Re: Maa | | boht hi dil ko cho laynay wali tahreer thi..balkay ye tahreer nahi aik ahsaas tha jo maan ki judaae main ronama huwa or hum tak pohncha,,sagar aap k qalam ki rawani k to hum wesay hi qaael hain,,,,or main bhi is baat say muttafiq hon k is tahreer k baray main tabsara nahi kiya jasakta |