
05-16-2007, 10:15 PM
|
 | ~GONE with the wind~ | | | Join Date: Sep 2006 Location: ~Lost~
Posts: 10,685
Country: Tutorials:
0 Thanks: 0
Thanked 11 Times in 11 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 2671 | |
Re: '' Maa'n Ka Lams '' ماں کآ لمس | | haya ji aap nay bilkul theek likha hai, waqai hamaray aaj k jadeed muashray main ab maan bhi kaheen kho gae hai maan ka wo piyar jo fitri hai ab kam kam hota jaraha hai, maon nay bas apni duty banali hai k bas bachay ko waqt per school, kahan, tution,our games k liye time table bana liya hai, bachon ki tarbiyet bhi kuch masheeni si ho kar rah gae hai, maan ka loryan sunana,bachon ka kahaniyan sunana, un ki tarbiyet k liye khud ko aala aikhlaq ka namona bana waghaira ab khtam hota jaraha hai, bas tamam zumadaryan nibha kr soch liya jata hai k unhon nay sahi tarbyet ka haq ada krdiya hai...yehi wja hai k ab bachay jab jawan hotay hain to un k pas taleem to hoti hay lakin aala ikhlaqi trbiyet say mahrom hotay hain...un k andar aik mahromi hoti hai jisay wo mahsos nahi kr patay or yehi bachay hamaray muashray ky bay trteebi ka hissa ban jatay hain haya ji aap nay boht khobsorti say boht ahm nukta uthaya hai jis say hum log aam tor pr ghaflat brat tay hain sada khush rahain our yonhe likhti rahain  |