tumhari dua par ameen sum ameen haya
1.gif)
pakistan kai hawalai sai meri ye khawaish hai kai pakistan mein islami nizaam kayam kiya jai pakistan mein hakeeki manoon mein musalmaan basain na kai woh jo khud ko musalmaan kehtai hain magar hotai nahi...meri khawaish ye bhi hai kai pakistan ka education system theek kiya jai...wahan education kai hawalai sai dhayaan diya jai aur us kai mayaar ko barhaya jai tankai hamari anai wali naslain is sai faizyaab ho sakain aur duniya sai mukabla karsakain. meri khawaish ye bhi kai pakistan mein mehangai kam ki jai agar budget banana hi hai to phir ghareeb logoon ko bhi dhayaan mein rakha jai...
Allah hum sab ko ye taufeek dai ameen sum ameen
