haya ab main tumhain kesay samjhaon:( jab rija ka baap mer chuka hay to wo ye alfaaz nahi kah sakti,,yehan kahani main jhoal hay,,boht bara jhool hay..kahani ajeeb lagrahi in lins ko plz dobara likho,,neechay waali line phir say perho
Mai'n Bhala Waha'n Ja Kar Apnay Bad'Naseeb Marhoom Baap Ko Yeh Taana Kis Tarha Dil'Wati Kay BaitiTalaaq Lay Kar Waapas Aa Gai Hay...Amma'n Ko Kaisay Batati Kay Un Ki Nazo'n Ki Pali Baiti Par Aik Aik Pal Kis Tarha Beeta..Mairi Baiwa Amma'n Aik Owr Sadma Kis Tarha Saihtee'n...
jab baap mar chuka hay to rija tana kis ko dilwa rahi hay?isi terha or bhi jaga jhool hain ,,,,tum pehlay is jaga say kahani ko theek kero