Originally Posted by saahir well haya,,,,haya main baghor afsana perha hy or jabhi ye likha hy,,,,laikin shayed aap nay mera reply ghor say nahi perha hay,,,,,aap nay rija k baap ko jab maar diya tha to phir ye kyon likha hay Laikin Mai'n Bhala Kaisay Jaati Kay Mairay Sar Par To Abba Ka Thanda Larazta Huwa Haath Dhara Tha Owr Un Ka Woh Toot'ta Laihja Mairay Kano'n Mai'n Goonjta Rehta Tha '' Bitya! Maira Sar Na Jhukana '' Mai'n Bhala Waha'n Ja Kar Apnay Bad'Naseeb Marhoom Baap Ko Yeh Taana Kis Tarha Dil'Wati Kay BaitiTalaaq Lay Kar Waapas Aa Gai Hay...Amma'n Ko Kaisay Batati Kay Un Ki Nazo'n Ki Pali Baiti Par Aik Aik Pal Kis Tarha Beeta..Mairi Baiwa Amma'n Aik Owr Sadma Kis Tarha Saihtee'n...
haya agar aap ko ye tanqeed buri lagi to very sorry,,,,laikin aap plz ye baat na kahain k main ny ye afsana nahi perha hy,,,,,boht juzyaat k saath perha hay hy or kahani ko pasand bhi kiya hy,,,haya ye likhna boht aasaan baat hy k aap ka afsana perha or boht acha laga or boht saari daad |