nice .............
1.gif)
wesay ishq kisi insaan say ho bhi nahi sakta
ishq ka matlab to apnay aap ko fana karna hota hay na or kisi insaan ki zaat main ham apnay aap ko kesay fana kar saktay haiN
1.gif)
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak