Quote:
Originally Posted by mainna aan haan to ghaltyaan janay ke muntazir hain .......... tareef sunnay se to koyee elaqa nahi ho ga app ko  .......
kafi achci tehreer he, khoob rawani he, shorow se akhir tek dilchespi berqaraar rahi he. halki phulki aur puraser kahanni he >-v, warrna iss mozoon peh kem hi masbet likha jaata he. |
hmmmmmm buhut shukriya janab
wesay tareef sunna kisay achha nahi lagta magar ghaltiyaaN pata chalaiN gi , to hi behtree peda honay ki gunjaish hogi na
1.gif)
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak