Assalam-0-Alaikum @};-
Aap baray baray, kohna mashq, kohna saaal, umer raseeda, jahaN deeda aur sard-o-garam chusheeda adeebouN k darmiyaan aik mubtadi apna likha share kernay ki jasarat (ya hamaqat) ker raha hay....
Ummeed hay aap iss hamaqat se sarf-i-nazar kertay huway, iss naam nihaad afsanay ko parh ker iss per apni qeemti ara'a se roshni daal ker khaksar pe bar-i-ahsaan dalaiNgay...
