salaam falak bhai
kaisai hain aur aaj kal kahan masroof hain
aap ki tehreer mein nai aaj parhi hai aur bauhat hi achi lagi bauhat hi acha likha hai aap nai aik aisi hakeekat ko samnai lai hain jisai hum aksar duniya ki bheer mein kho kar bhool jatai hain..ye bhool jatai hain kai roz-e-hashar hamarai amaal ka jawab hamein daina hoga ye bhool jatai hain kai kya sahi kya ghalat yehi kahoongi kai Khuda sab ko hidayat dai ameen sum ameen
khush rahiyai
1.gif)