Quote:
|
Originally Posted by Aaina umdaah likha Falak jee... @};- yeh hamarey amaal ke khouf , jo zindagi main hamain kabhi kabhi aisey hi dasnay aa jatey hain, aur kabhi mout se pehlay hi mar dete hain... apne aap ko tazabzub aur wasoom ke andaishoon main rakhnay se ap mout ke amal ke honey se pehlay hi jee nahi patey... mar jate hain... laikin jo kuch ap ne is dunya main hasil kiya, agar yaqeen ho ke chor jana hai to woh zindagi kamyab zindagi hai...aap hasol ki khushi uar bicharnay ke ranj se mavraa hain, phir surang tang nahi lagti. khush raheye.........aur younhi share karte raheye...@};- |
Shukriya Aaina jee
jee sahi kaha hai aap ne k yeh humare Aaamal ka khoof hi tu hai jo humain maray de raha hai ......
Dua'oun k liye shukriya ..... Insha ALLAH zaroor share karun ga ... Jeeti rahiye