
buhut Umda janab >-v
kya hi achha ho kay ham sab ye jaan laiN kay aik din marna hay jawab day hona hay MALIK-e-KAINAAT kay aagay khhaRa hona hay to phir ham say koi gunah sar zad na ho
lekin aik baat kehna chahiN gay yaqeenan aap bura nahi manay gaiN aap nay sirf namaz roza haj or zakat jehad ka zikar kya ibadat sirf yehi to nahi hamaiN sirf ye sab karnay kay liye to dunya maiN nahi bheja gaya
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak