Re: ::. Woh Gali .:: | | Quote: |
Originally Posted by Diya wsalaam aur salaam
kabhi soch kar dekhiyai ga kya hum wakai akele hotai hain...kya wakai tanha hotai hain kaheen na kaheen tanhai mein bhi aik apnai pan ka ehsaas zinda hota hai kai yaadain zinda hoti hain kya un kai saharai rehna behtar hai yaan tanhai kai
khush rahiyai  | Wa.Salamz diya ji .. aray woh kya kehte hain kya so anay wali baat ki hai aap ne .. .. main aap ke baat pe kuch nahi kahon ga .. bas yehi yaad dilaon ga main apni pichli aik tehreer main yehi baat keh chuka hon .. title tha 'Maloom Nahi' ..
khush rahein .. hamesha .. @};-
__________________ Signature Removed - Image timed out after 5 seconds |