View Single Post
  #13  
Old 04-16-2006, 08:54 AM
Ham's Avatar
Ham Ham is offline
Star Members
 
Join Date: Oct 2005
Posts: 2,527

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 100 Times in 100 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 240
Ham is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to behold
Default Re: Quraan ALLAH tak puhunchnay ka wasila

Quote:
Originally Posted by Inam
mein mahzarat chahata hon agar aap ne aesa mehsoos kia, chunke mazmoon mein yaahi aik kamzoorii thii, aor mere kheyal mein is ki taraf ishara kerna bhi bohat zaruri tha is leye baat zara taveel ho gaye.
aray aray Sir GGG maazrat kyooN maiN nay ye baat is liye hi likhhi thi kay aap ki baat waqee zara tawwel ho gai thi isi bais ham ye samjhay kay aap nay zara zyada hi feel kya hay isay

or aap nay ye baat keh kar kay mazmoon maiN yehi aik kami thi hamara dil buhuuuuuuuuuuuuut baRa kar dya yani is ka matlab ye hua kay baqi mazmoon thooRa achha hi tha

aainda bhi yooNhi hamari ghaltiyooN ki nishan dahi kartay rahiye ga kyooNkay ghalti ki nishandahi karnay say hi seekhhnay ka muqa milta hay
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak
Reply With Quote