View Single Post
  #8  
Old 04-15-2006, 06:00 AM
Ham's Avatar
Ham Ham is offline
Star Members
 
Join Date: Oct 2005
Posts: 2,527

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 100 Times in 100 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 240
Ham is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to beholdHam is a splendid one to behold
Default Re: Quraan ALLAH tak puhunchnay ka wasila

Quote:
Originally Posted by Inam
mazmoon aacha he, albatta aik aad jaga ye apne mozu se hatta huwa mehsoos hota he, jahan ulama k hawale se baat ki gaye he, wahan sirf ye dava kia geya he k ikhtelaaf un ki waja se peyda huwa, leykin us ki koe misal nahein bataye gayee. Aik Aache mazmon mein is baat ka khas kheyal rakha jata he k agar koe muqaddima peysh kia jaaye to us ki buneyad bhi waze ki jaaye, sirf dafa na kia jaaye balke daleel bhi peysh ki jaaye.
aik mushkil mozu per aik aachii kawish he.
thanxxxxxxxxxx janab kay aap nay apnay qeemti waqt maiN say kuchh waqt hamaray likhhay hoey ko bhi dya

ham nay to pehlay hi ye baat kehdi di thi janab kay hamaiN likhhna nahi aata aap nay kaha kay mazmoon apnay topic say hata hua hay to basssssss ham nay misaal hi to nahi di ???????? or is baat ka khayal hamaiN yooN nahi aaya kay ye baat to sab hi jantay haiN kay ulmaa nay kis tarah ikhtelafi masail ko bunyaad bana kar hamaray mazhab maiN tafarraqay dalay haiN
lekin bherhaal aap ki baat baja hay aainda khayal rakhaiN gay

aik dafa phir buhuuuuuuuuut shukriya
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak
Reply With Quote