Re: Quraan ALLAH tak puhunchnay ka wasila | | mazmoon aacha he, albatta aik aad jaga ye apne mozu se hatta huwa mehsoos hota he, jahan ulama k hawale se baat ki gaye he, wahan sirf ye dava kia geya he k ikhtelaaf un ki waja se peyda huwa, leykin us ki koe misal nahein bataye gayee. Aik Aache mazmon mein is baat ka khas kheyal rakha jata he k agar koe muqaddima peysh kia jaaye to us ki buneyad bhi waze ki jaaye, sirf dafa na kia jaaye balke daleel bhi peysh ki jaaye.
aik mushkil mozu per aik aachii kawish he.
__________________ Learner ................ |