Quote:
|
Originally Posted by ham thanxxxxxxxx FALAK bhai  jab bhi ham koi achha shear paRhtay thay to ye baat zaroor zehen maiN aati thi kay jab aik aam say shear ka hamaray oopar asar hota hay ham wahh wahh kar utthtay haiN to phir KALAM-e-PAAK ka asar kyooN nahi hota ye to shaairi say buhut aagay ki cheez hay
pasand karnay ka buhuuuuuuuuuut shukriya  |
Dost jee bhaiyoon ka shukriya adda nahi karte aik baat aur dosri baat kay main ne yeh baat pehlay bih kaheen parhi hoyi thi Shairi wali lekin kal aap k byaan main parh kar tu baas itna maza aya k kuch na pochooo .....
aur pher main ne aaj pher sara parha hai really aap ne bohut Jameh likha hai baat tu wohi hain jo hum bachpan say parh rahay hain lekin tareeqa bohut acha hai aap ka likhne ka Goodi Good