Quote:
|
Originally Posted by F-A-L-A-K Asalam-0-Alyekum
kaise hain aap Bhai jee ...
Jazakulah ............... Aap ne bohut Khoobsurat Andaz main pora Byaan kia hai ... Bohut Mofas'sel aur BharpooR ......... Masha ALLAH
aur wo Shair wali baat ne tu is tarha Dil ko cho'aa hai k baas kia bataoon ... bohut hi Zabar10
Khush Rahiye aur aise hi likhte rahiye |
thanxxxxxxxx FALAK bhai

jab bhi ham koi achha shear paRhtay thay to ye baat zaroor zehen maiN aati thi kay jab aik aam say shear ka hamaray oopar asar hota hay ham wahh wahh kar utthtay haiN to phir KALAM-e-PAAK ka asar kyooN nahi hota ye to shaairi say buhut aagay ki cheez hay
pasand karnay ka buhuuuuuuuuuut shukriya

__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak