It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on '' 23rd March Kay Hawalay Say '' within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Mairi Ye Bhi Khuahish Hay Kay Pakistan Mai'n Khawateen Ko Wahi Muqaam, Wahi Tahaffuz Hasil Ho Jaisa Kay Hukm-e-Rabbi Hay......
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#11
| |||||
| |||||
Mairi Ye Bhi Khuahish Hay Kay Pakistan Mai'n Khawateen Ko Wahi Muqaam, Wahi Tahaffuz Hasil Ho Jaisa Kay Hukm-e-Rabbi Hay...![]()
__________________ |
|
#12
| |||||
| |||||
| aj tak bus yaha baatian he bane hian ke yeh kardain gai wo kardai gai leken abhi tak kuch nahi hua..tum yaaqen karogi 4 saal hone ko aye hian hamare road tote pare hian koi nahi ata sahe karne wala...hum ne tu apne ghar ke samne se phir khud he sahe karliya...pareshani itni horahe thi. najane kab yeh sub sahe hoga. abhi kuch months phele jab main Lahore gaye thi tu wagha ke boader per Fouj ko dekhne gaye...yaaqen mano itna acha laga wo sub aik jazba tha jo aik dum se umaaad aya tha...or hum aise mili naghme or narey laga rahe the...itna maza aya...jab movie dekhti hon wo sub ankhon ke samne ane lag jata hai bhot acha tha sub kuch ![]()
__________________ ![]() |
|
#13
| |||||
| |||||
| Naz Ji Jab Department Apni Zimmay Dariya'n Nahi Nibha Rahay Tab Hi To Aesa Haal Hay..Jo Bhi Idaray Sahi Kaam Na Karai'n Usi Kay Usi Waqt Action Liya Jaey To Yeh Nowbat Hi Na Aaey...Aesi Hi Ghaflato'n Ki Wajha Say Tameer-e-Pakistan Ka Khuaab Abhi Tak Adhoora Hay..Sarbarah Par Bouhat Zimmay Dari Aayad Hoti Hay...Agar Woh Yeh Nibha Hi Nahi Saktay To Woh Hukmraa'n To Na Huway? Pakistan Ka To Ham Flag Bhi Daikhai'n To Na Janay Kiya Kiya Feelings Jaagti Hai'n..Her Mohib.Ul.Watan Is Aas Ko Seenay Mai'n Chupaey Huway Hay Kay Pakistan Ko Koi Aesa Hukumraan Naseeb Ho Jo Sirf Owr Sirf Pakistan Owr Pakistan Kay Awaam Say Mukhlis Ho.. ![]() |
|
#14
| |||||
| |||||
| leken aisa hoga kab ? kitne baras tu beet gaye ..abhi tak aisa nahi hua ? |
|
#15
| |||||
| |||||
| Aik Vote Ki Bhi Bouhat Aehmiyat Hoti Hay...Apna Vote Bouhat Soch Samajh Kar Daina Chahiye...Pakistan Ki Sahi Maaino'n Mai'n Tameer Koi Doosra Bhala Kiyu'n Karay Ga? Pakistan Hamara Ghar Hay Us Ki Tameer Ham Ko Khud Hi Karna Hay...Apnay Ghar Ko Khud Hi Hamai'n Saaf Karna Hay Sajana Hay...Pakistan Maira Bhi Ghar Hay..Mairi Dili Khuahish Hay Kay Mai'n Apnay Ghar Ka Mahowle Pur Sukoon Daikhoo'n..Is Ghar Kay Afraad Mai'n Pyar Owr Mohabbat Ko Phalta Phoolta Daikhoo'n..Is Ghar Ka Kona Kona Saaf Owr Aaraasta Daikhoo'n..Is Ghar Mai'n Rehnay Walay Sab Mil Jul Kar Hi Yeh Sab Karai'n..Koi Aik Doosray Par Kaam Daal Kar Bari.Uz.Zimma Na Ho Jaey..Ghar Ka Sarbarah Ghar Say Mukhlis Ho Owr Ghar Mai'n Dilchaspi Lay Owr Ghar Kay Afraad Kay Maslay Ghar Walo'n Kay Saath Mil Kar Solve Karay..Bouhat Say Khuaab, Bouhat Si Khuahishaat Hai'n Mairi Pakistan Kay Hawalay Say.. ![]() |
|
#16
| |||||
| |||||
| jiase apne ghar ke mamle suljhaye jate hain waise he apne mulk ke masle suljhane chahye....leken hamian behad zarorat hia aik iman dar hakim ki..jo yeh sub khawab pore kare ga... |
|
#17
| |||||
| |||||
| Naz Ji Na Janay Kis Waqt Hamari Dua Qubool Ho Jaey Owr Hamara Yeh Khuaab Paya-e-Takmeel Ko Pohnchay...Insha Allah Pakistan Ko Aesa Hukumraan Zaroor Naseeb Ho Ga... Kisi Bhi Haal Mai'n Hamai'n Mayoos Nahi Hona Chahiye..Insha Allah Hamara Pakistan Say Wabasta Yeh Khuaab Paya-e-Takmeel Ko Zaroor Pohnchay Ga... ![]() |
|
#18
| |||||
| |||||
| Sub nain bohot acha likha....bohot khoob. Oh....kiya inhain perhna bhi tha?
__________________ A heart in pain longs for rain a heart asks for no shrine No heavens divine but for a heart that's mine |