Quote:
|
Originally Posted by SAGARKHAN acha unwaan diya bhabii behnaa,,,,,,uljha uljha saa hii thaa sab kuch duaa hey ye uljha uljha sa sulajh jaeyey khush rahna sada |
1.gif)
.......... main tu nahi chahti k sab kuch suljha ho hamesha
1.gif)
..... kyu k kuch ulajhta hai tu demagh suljhaaney ki justuju karta hai na
1.gif)
. ye tu zehni mashq hai ...... aur aik sehet mand demagh k leye zorori hai k kabhi yoon hi bila waja kisi baat pe ulajh jay tu kabhi us ko suljha lay
ajeeb sa khayyal hai na mera
khair behud shukriya dua ka
aap ko bhi KHuda hamesha khush o khurram rakhey ameen sumameen