Quote:
|
Originally Posted by ~ AaDi ~ Salamz diya ji .. n yea .. Sab Theek Hai .. !!
aur tehreer ki tareef ka bohat bohat shukariya .. @};-
baat aap ki sahi hai ke jab koi saath nah ho toh tanhai saath deti hai .. per Diya ji .. jab toh hum akele hon toh tanhai bechari aa ke saath deti hai .. aur jab tanhai 'daira' daal le .. jab woh hum se dosti karna chahye toh hum inkaar kar dein .. yeh kahan ka insaaf hai .. !!
khush rahein .. hamesha .. @};-
aik baar phir post karne ka aur parhne ka bohat shukariya .. @};- |
wsalaam aur salaam
kabhi soch kar dekhiyai ga kya hum wakai akele hotai hain...kya wakai tanha hotai hain kaheen na kaheen tanhai mein bhi aik apnai pan ka ehsaas zinda hota hai kai yaadain zinda hoti hain kya un kai saharai rehna behtar hai yaan tanhai kai
khush rahiyai
