Quote:
|
Originally Posted by Bhaii Bhulakkar TASLEEMAT FALAK
yaar kiya hi accha ho ke aap ANKHAIN monday hi rahain.....  yaani agay aur na likhain.....
bhaii yeah kis pakistani film ki kahani likh rahayho .....mairee manoo kisi BUTT miya ya CHoudhry saaib ko pakarlo beri hi "HIT" film bansakti hay........
yaar tumhari class fellow ho to uske naam ka pata kiya BOOHAAAAT hi mushkil hoga......bhaii aisa karo KAL jaldi COLLEGE chalay jana takay professor jab attendence call karay to aap ko naam "PRESENT SIR" kehti hoii nazar aajai ............
khair mujhay MAZAH har rang mein pasand hay so likhoo aur khoob jaam kay likhooo............. .KHUDA HAMARA HAMI O NAZIR HO |
Bhai jee ager aap pehli QIST Molahiza farmayeen tu aap ko pata chalay ga k main pehlay hi keh chuka houn k TAMHEED kuch lambi zaroor hai mager yehu Uljhi Suljhi tamheed hi agay kahani ka pata de gi Ah0o0 aur pher "Hukam-e-Rab'bi" k naam say zaher hai k yeh kisi FILM ki story aur koye Typical Romaaani novel nahi hai Ah0o0 .... Agay chalne dijiye pher dekhiye ga k yeh MAZAH hai ya kia ...............