Quote:
|
Originally Posted by Diya aadi
kaisai hain bauhat hi arsai baad nazar ai hain umeed karti hoon sab theek hoga
wohi kudraat ne apna raag gungunana .. haan .. mujhe abh bhi yaad hai .. woh gali .. woh kocha .. jahan mujhe mili .. meri tanhai .. !!
aik baar phir aik bauhat hi umdah tehreer likhi hai aap nai...tanhai...kehta i hain jab ko sath na dai to tanhai sath daiti hai hamesha kabhi sath nahi chorti bewafai nahi karti lekin ye bhi sach hai kai tanhai agar dairai daal dai to phir is sai koi nai bach sakta...tanhai sai dosti karna to achi baat nahi hai na ...
khush rahiyai 1.gif) |
Salamz diya ji .. n yea .. Sab Theek Hai .. !!
aur tehreer ki tareef ka bohat bohat shukariya .. @};-
baat aap ki sahi hai ke jab koi saath nah ho toh tanhai saath deti hai .. per Diya ji .. jab toh hum akele hon toh tanhai bechari aa ke saath deti hai .. aur jab tanhai 'daira' daal le .. jab woh hum se dosti karna chahye toh hum inkaar kar dein .. yeh kahan ka insaaf hai .. !!
khush rahein .. hamesha .. @};-
aik baar phir post karne ka aur parhne ka bohat shukariya .. @};-