TASLEEMAT FALAK
yaar kiya hi accha ho ke aap ANKHAIN monday hi rahain.....

yaani agay aur na likhain.....
bhaii yeah kis pakistani film ki kahani likh rahayho .....mairee manoo kisi BUTT miya ya CHoudhry saaib ko pakarlo beri hi "HIT" film bansakti hay........
yaar tumhari class fellow ho to uske naam ka pata kiya BOOHAAAAT hi mushkil hoga......bhaii aisa karo KAL jaldi COLLEGE chalay jana takay professor jab attendence call karay to aap ko naam "PRESENT SIR" kehti hoii nazar aajai ............
khair mujhay MAZAH har rang mein pasand hay so likhoo aur khoob jaam kay likhooo............. .KHUDA HAMARA HAMI O NAZIR HO