adaab USTAD E MOHTARAM
beri hi umda tehreer hay bilkhasoos misalain kafi sada aur sahal biyaan ki hain.........maira aik masla hay ....ham jab kisi bhi jazbay ko mukhtalif hisso mein pat.tay hein to kiya zaroori hay hay un ki zarurat bhi aik hi rahay ya har tukray ki apni zarurat hojati hay.........yaani sab ki eka'iya mukhtalif ho jaiN????? kiya aisa hona hi chahiay ya aisa hota hay????
sawal shaid gol mool hay per aap samjh gai hooN gain CONFUSION kiya hay
