Quote:
|
Originally Posted by Abdul Basit Asalam o Alaikum Chanda
Pehlay tu parhnay aur phir pasand karnay ka shukriya.. aur aab mein guzarish karoon ga iss tehreer kay 3 paragraph hein.. aik maazi pay hai.. ik haal pay aur akhri paragraph aainda say wabasta aas pay.. umeed pay duniya qaim hai.. bussi ussi pay tehreer hai.. zara aik baar dobara iss nazar say parhiyeah ga.. umeed hai raye badal jaye gi 1.gif) |
Jee Seh bara padh li janab ab aap ki baat tal tu nahi sakta na main ........ Ah0o0