Quote:
|
Originally Posted by ~ AaDi ~ hmm aap ka samjhne ka andaaz behud pasand aaya .. aur main kafi hudh tak aap ki baat se itefaaq bhi karta hon .. kaun si baat se yeh raaz toh raaz he rahne dein .. magar still bohat acha laga aap ki post parh ke .. kyonkeh ziada tar log mujhe ghalat bolte hain .. bewakoof .. pagal .. pata nahi kya kya naam dul gey hain mere .. magar aap ki baatein sun keh acha laga ..
khush rahein .. hamesha .. @};- aur aik baar phir post karne ka shukariya .. 1.gif) |
Yaar, hum saare hi pagal hain, bus agar humain koi keh deta hai to hum mind ker jaate hain
Bus lugun honi chahiye....duniya ko kis nin dekha hai
1.gif)
.....apni kero...laiken saleeqe se, kissi tareeqe se, dil to dukhna hi hai, her haal main, to kiyon naan, is ki tayyari ker ke rukhain, aik adda first aid box bhi saath rukhain...haha..
1.gif)