adab bhabhi
isko to saza dainay kai liay isse acchikoii aur baat ho hi nahi sakti kayisko BA-MOUQA aashaar sunai jain.

..aur iskay bura mananay ki to aisee taisee MANA key to daikhay HAM loog kis merz ki DAWA hay.....yaad kerlijiay ga...
ABAD rahiay
Quote:
|
Originally Posted by Shagufta Basit Aas ko Yas k sayoo sey bachaay rakhna
ik diya yoon hi hawaoon main jalaay rakhna
us ki aadat pe Shagufta j zara gor karo
zakhm seeney main , hansi lab pe sajaay rakhna
aacha hai jee ... mozu dekh k aise hi kuch sher yaad aa gai ... umeed hai be-mouqa sher ka bura nahi mana jay ga
bohat khush raheye aur likhte raha kejeye k acha likhte hain 1.gif) |