Quote:
|
Originally Posted by Bhaii Bhulakkar ADAB hazzat aap ki aur diya ki baat se mutafiq honay ka bawajood yeah kehnay ki jisarat chahu ga kahi aisa na hoo likhnay wala baad ko apni hi tehreer ko dhoonday "meinnay likha kiya tha."....  umeed hay aap matlab samjh gai hooN gain 1.gif) |
umeed kartai hai aisa nahi hoga waqas bhai jaan lekin tareef kai sath sath tankeed bhi zaorori hoti hai
umeed karti hoon aap bhi help karain gai
khush rahiyai
