aadi bauhat hi khubsurat tehreer likhi hai
aik baat kahoon tum sai har insaan mein aik bacha maujood hota hai baat sirf itni hai kai kuch loog us bachai ko barhti umar kai sath faramosh kardaitai hain usai khamosh kardaitai hain aur kuch loog nahi kartai...
khush raho bauhat aur likhtai raho
