
01-08-2006, 04:25 PM
|
 | Member | | | Join Date: Nov 2004 Location: N!RVANA
Posts: 3,771
Country: Tutorials:
0 Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 514 | |
Re: Writer of the month "December" | | Quote: |
Originally Posted by |_PuRNaM_| [b][color=darkslategray]: Jee eik sawaal tha :confuse4 Aap ki tehreeron mein manzar kashi bohat alaa hoti hai aur tehreer kartey waqt aap key paas alfaaz ka eik zahira hota hai akhir kahan sey laati hain itney bohat sey alfaaz aur eik nazmiya sey andaaz mein lafz lafz jurta mehsoos hota hai..Aseer ho jata hai insaan, yah kamazkam mein...Hairaan bhi hoti hoon aur khush bhi Bohat acha laga aap ko parhna aur mazeeeed jaan-na Dua hai ho zor-e-qalam aur bhi ziadah Ameen  | Bari nawazish hay kay aap nay is kabil samjha kay meray pass alfaaz ka khizana hay... takat alfaaz may nahi os may pinha jazbaat may hoti hay, yani kon kis had tak kisi baat ko mahsoos karta hay @};-
Apki naik umangoon aur dua'on ki behad mashkoor ho :hug3 |