Re: Writer of the month "December" | | :popcorn :coffee Jee eik sawaal tha :confuse4 Aap ki tehreeron mein manzar kashi bohat alaa hoti hai aur tehreer kartey waqt aap key paas alfaaz ka eik zahira hota hai akhir kahan sey laati hain itney bohat sey alfaaz aur eik nazmiya sey andaaz mein lafz lafz jurta mehsoos hota hai..Aseer ho jata hai insaan, yah kamazkam mein...Hairaan bhi hoti hoon aur khush bhi Bohat acha laga aap ko parhna aur mazeeeed jaan-na Dua hai ho zor-e-qalam aur bhi ziadah Ameen 
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |