1.gif)
tumhara interview parh liya hai mein nai aur bauhat hi acha laga parh kar
ab mein bhi kuch poochti hoon tumse
1. mein nai tumhein jab bhi parha hai hamesha tumhari tehreeroon mein aik andekhai dukh ki jhalak nazar ai hai is ki koi khaas wajah hai ?
2. kehtai hain kai insaan likhta wohi hai jo woh mehsoos karta hai kya ye sahi hai aur kya tum bhi yehi feel karti ho ?
3. kya kabhi aisa hua hai kai kuch likhnai ka dil kiya ho aur lafzoon nai sath na diya ho?
4. koi aisi tehreer hai jisai likhna chahti ho magar ye lagta ho shayad likh kar us ehsaas sai insaaf na karsako jo mehsoos kar rahi ho ?
ab jaldi sai jawab do acha
